Masail

Peshab baith kar karne se agar darr ho ki cheenta badan pe aayga aur napaak ho jayega badan

To kya Khade ho kar Peshab kar sakhte hai. Jawab inayat farmaye Hazrat. Jawab: Jab baith kar chheente aa sakte hain to khade ho kar zyada chheente aane ka Andesha hai. Haan! Agar waaqai aisi majburi hai ke us jagah baith kar peshab karna Muta’zzar hai aur khade ho kar peshab karne se Cheent kapre ya badan par a padne ka Yaqeen hai. To us jagah khada ho kar Peshab ki ijazat hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button