Masail
Qasar Namaz Agar Qaza Hui toh Ghar Aakar Poori Padhenge Ya Qasar.
Baraye Karam Rehnumayi Farmaye Jawab: Qasar Jo Qaza Hui use Qasar Hi Parha Jaaye. Agar Che Ghar Pe Aa Kar Uski Qaza Kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—