Masail
Raj’at karne se murad kya hai? Iddat ke dauran ya iddat guzar ne ke baad
Dono hi sooraton mein 2 hi talaq ka malik rahega? Jawab: Raj’at ka maana hai, ikah me lautana. Yaani zaban se kahe ke mai e raj’at ki ya ikah me wapis liya. Ya koi aisa kaam kare jo biwi ke sath halal hai. Jaise bosa lena, jima karna wagaira. Har surat me 2 talaq ka malik rahega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—