ROZ E EID KE MUSTAHABBAAT
ROZ E EID KE MUSTAHABBAAT? EID Ke din ye umoor mustahab hain. 1) Hajamat Banwana 2) Naakhun Tarashwana 3) Ghusl Karna 4) Miswak Karna 5) Achhe kapde pahanna,naya ho to aya warna dhula hua. 6) Angoothi Pahanna 7) Khushboo Lagana 8) Subah ki amaz masjid muhallah men padhna. 9) Eid gaah jald jaana 10) Namaz se pahle sadqa e fitr ada karna 11) Eid gaah ko paidal jaana 12) Dusre raaste se wapas aana 13) Eidul fitr ki amaz ko jaane se peshtar (pahle) chand khujooren kha lena 3, 5, 7, ya kam o besh magar taaq ho, khujooren a ho to koi mithi chiz khaayen, amaz se pahle kuchh a khaya to gunahgaar a hua magar isha tak a khaya to itaab kiya jaayega. 14) Khushi Zaahir karna 15) Kasrat se adqa dena 16) Eidgaah ko itminaan o waqaar aur eechi igaah kiye jaana 17) Aapas me mubarak baad dena mustahab hai Aur raaste me buland aawaaz se takbeer a kahe. n(Bahar e shari’at) BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBANI n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—