Masail
Roze Ki Halat Mein Kisi Bhi Tarah Ki Inheler (Band Naak Kholne Wala) Balm (Vicks Balm) Sunghna Ya Lagana Kaisa
ANSWER Balm Wagairah Ke Sunghne Mein Harj Nahi Ke Sirf Khushbu Jaati Hai. Inheler Mein Baareek Zarraat Naak Ke Andhar Pahunchte Hain. Jis Ki Wajah Se Roza Toot Jaayega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—