Masail
Ruku ki halat me jab ho pairo ke panjo ke darmiyaan fasla hona chahiye ya nahi
Agar hona chahiye to kitna hona chahiye Jawab Ruku ki halat pairo ke dono panjo ke Darmiyan (yaani aage ki janib) 4 ungul ka fasla ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—