Masail
Safar me jo namazein qaza hui thi wo namazein wapas apne mukami ghar pe aake qasr padna padega ya puri namaz? Aur Kya Isha ki witr bhi qaza padna?
Jawab: Jo Namazein Qasr ada karni thi unki qaza bhi qasr hi parhi jaayegi aur witr ki bhi qaza laazmi hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—