Masail

Sajda e Sahw Kise Kehte Hai ?

Jawab: Sahw Ke Mana Hai Bhoolne Ke. Kabhi Namaz Mein Bhool Se Koi Khaas Kharabi Paida Ho Jaati Hai. Us Kharabi Ko Door Karne Ke Liye Qada e Akhira Mein Do (2) Sajde Kiye Jaate Hai. Inko Sajda e Sahw Kehte Hai.

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button