Masail

Samuhiq Shadi-Biyaah, Ya Hajj Mein Jane Se Pehle Jo Dawat Khilaye Jati Hai

Usme Sab Log Mil Kar Aam Dawat Khilate Hai. Usme Jo Khilane Wale Hai Unme Se Kuch Log Aqaid Mein Meyanar Wa Ikhtyar Karte Hai. Yaani Ki Bad-Mazhab, Bad-Aqida, Wahabi, Ahle Hadees Wagaira Jaise Gair-Muqallideen Aur Kuch Log Sunni Saheeh-ul-Aqidaa Ahle Sunnat Wal Jamat Ke Mannewale Bhi Shahmil Hote Hai. Toh Kya Unke Sath Samuhiq Dawat Mein Sarik Ho Sakte Hai, Ya Nahi. Aur Kya Jo Sunni Saheeh-ul-Aqidaa Hai Woh Kya Woh Dawat Mein Shirkat Karke Khana Khaa Sakte Hai? Jawab: Jis dawat me wahabi deobandi bhi shareek hon, us dawat mein kisi tarah ka hissa lena a jaayez hai. Unse kisi tarah ka mel jol, dosti a jaayez o haraam hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button