Masail
Sana wa Dua wa attahiyat Baland Awaaz se padah to kya hukm hai?
Mas’Ala: Munfarid (Tanha Namaz Padah e waala) Ne Sirri amaz me zahar se padha to Sajda-E-Sahw wajib hai. Aur Zahari e Aahista Padha To ahi. n(Durre Mukhtar) Mas’Ala: Sana, Wa dua, Wa attahiyat Baland Awaaz se padha to khilaf e Sunnat huwa. Magar Sajda-E-Sahw Wajib ahi. n(Raddul Muhtaar) Mas’Ala: Qirat Wagairah kisi mauke par sochne laga ki Ba-Qadre Ek Rukn. Yaani 3 Baar Subhan Allah Kahne ke Waqfa huwa Sajda-E-Sahw Wajib hai. n(Raddul Muhtaar) Bahar E Shari’At 4tha Hissa Safa No 46 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—