Masail
Suna Hai Agar Kisi Ne Tajiya Banana Ki Mannat Mani To Zaroor Banana Chahiye
Warna Nuqsan Hoga. Kiya Ye Baat Durust Hai? Jawab: Aala Hazrat Farmate Hai: Tajiya Banana Biddat O Gunah Hai. n(Lihaza) Na Karne Ko Bais-E-Nuqsan Khayal Karna, Zanana-E-Waham Hai. Musalmano Ko Aisi Harkaat Se Baaz Aana Chahiye. ? 24.?499503
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—