Masail

Surah E Fatiha Sharif Ke Baad Surat Padi Uske baad phir Alhamdu Padhi, To Namaz Ka kya hukm hai ?

Surah E Fatiha Sharif Ke Baad Surat Padi Uske baad phir Alhamdu Padhi. To Namaz Ka kya hukm hai? Jawab: Mas’Ala: Surah E Fatiha sharif ke baad Surat padi Us ke baad Phir Alhamdu Padi To Sajda-E-Sahw Wajib ahi. Yoonhi Farz ki peechali Rakato me fatiha ki takraar se mutlakan Sajda-E-Sahw wajib ahi. Aur Agar pahli Rakato me Surah E Fatiha ka kai jyaada hissa padh liya tha. Phir iaada (repeat) kiya to Sajda-E-Sahw wajib hai. n(Aalmgeeri) Bahar E Shari’At 4tha Hissa Safa No 43 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button