Masail

Tajiya par mannat manna kaisa hai?

Kya Farmate Hain Ulama E Deen Wa Muftiyaan E Shar?a Mateen Is Masle Me Ke Zaid Ne Tajiya Par Jakar Ye Mannat Maani Ke Main Yaha?n Se Ek Khurma Liye Jata Hoo?n. Dar Surat Kaam Pura Hone Ke Saal E Aainda Main Naqrai (Chandi) Ka Khurma Tayyar Kara Kar Chadhaunga? Jawab: Ye Nazar Mahez Baatil O Na?jayez Hai. Wallaho Ta?ala Aalam n[Fatawa Razviya/Jild:-24/Page:-502]

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button