TAKBEER TASHREEQ KE MASAIL
TAKBEER TASHREEQ KE MASAIL MASLAH : 9wen zilhijjah ki fajar se 13wen ki asar tak har amaz e panjgaana ke ba’ad jo jamat e mustahabbah ke saath ada ki gayi 1 baar takbeer baland aawaaz se kahna wajib hai aur 3 baar afzal Ise takbeer e tashreeq kahte hain woh ye hain. n(Bahar e shari’at) MASLAH : Takbeer e tashreeq salam pherne ke ba’ad fauran wajib hai yani jab tak koi aisa fel a kiya ho ke us amaz par bina a kar sake. Agar masjid se baahar ho gaya ya qasdan (jaan boojh kar) wazu tod diya. Ya kalam kiya agarche sahwan to takbeer saaqit ho gayi aur bila qasd wazu toot gaya to keh le. n(Bahar e shari’at) MASLAH : Takbeer tashreeq us par wajib hai jo shahar mein muqeem ho ye jisne uski iqteda ki. n(Bahar e shari’at) MASLAH : Nafl o sunnat o witr ke Ba’ad takbeer wajib ahi juma ke ba’ad wajib hai aur amaz e eid ke ba’ad bhi keh le. n(Bahar e shari’at) MASLAH : Masbooq (jiski rakat chhoot gayi ho) par takbeer wajib hai. Magar jab khud salam phere us waqt kahe aur imam ke saath keh li to amaz faasid a hui aur amaz khatm karne ke ba’ad takbeer ka i’aadah bhi ahi. n(Bahar e shari’at) MASLAH : Aur dino mein amaz qaza ho gayi thi ayyam e tashreeq mein uski qaza padhi to takbeer wajib ahin. Yunhi in dino ki amazein aur dino mein padhi jab bhi wajib ahi. n(Bahar e shari’at) MASLAH : Munfarid (tanha bagair jamat se amaz padhne wala) par takbeer wajib ahi. Magar munfarid bhi keh le ke saahibain ke azdeek us par bhi wajib hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH : Imam e takbeer a kaha jab bhi muqtadiyo par wajib hai. n(Bahar e shari’at) MASLAH : Aurato par takbeer tashreeq wajib ahi. Bahar e shari’at) Isi tarah musafir par bhi wajib ahi. BOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—