Masail
Taraweeh ki namaz speaker se padhana kaisa hai?
Jawab: Taraweeh ki amaz ho ya koi dosri Namaz. Agar Mic ki awaz par ruku sujood wagaira inteqalat e amaz kiya to Namaz fasid ho jaayegi. Yahi hamare akabireen o motamad muftiyan e kiram ka fatwa hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—