Masail
Tere paya ka Koi Humne na paya khwaja Ham Zamiñ Walo Pe Tu Allah Ka Shaya Khwaja
Huzoor Mufti Sahab Qibla Upar Ke Sher Me Allah Ka Shaya Ka Kya Mana Hai? Istarah Sher Kah Sakte Hai? Jawab Yahan Allah ki Rahmat o karam Muraad hai. Jaise Kisi Badshah ko Zill e Ilaahi kaha jaata hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—