Masail
Tu Hai Ehraam-e-anwaar Baandhe Huwe Mai Duroodoñ Ki Dastaar Baandhe Huwe
Kabaa-e-ishq Tu Mai Tere Chaar Su, Tu Asar Mai Dua, Tu Kuja Man Kuja Il’haam hai jama tera Qur’an Imama hai tera Mimbar tera arshe baree ya Rahmatallil aalameen. Jawab: Qur’aan Kalam e Ilaahi hai aur Ye Allah Ta’ala ki sifat e zaatiya hai. Is wajah se akhir ke 2 misre Na parhe jaayein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—