Masail
Walid Sahab Ne Apni Property Aapne Bachhe Ko Taqseem Kardi.
Usme Kise Ke Paas Kuch Jayada Hai. Toh Uska Muwaza (Yani Ke Kuch Paisa) Walid Sahab Aapne Paas Rakh Sakte Hai Ke Nahi? ANSWER Aulaad Mein Koi Khush Haal Hai Aur Uske Paas Kaafi Jaayedaad Hai To Usse Baap Ne Kam Diya To Is Mein Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—