Masail
Washing machine mein napak kapde (cloth) dhoone se pak ho jata hai kya?
Aur apaak kapde ke sath jitna kapda dhoolne ko dale hai. Un sab ka kya hukm hai? Matlab agar paak a huwa hoto? Jawab: Agar washing machine aisi hai ke wo kapde ko mukammal ichod deti hai aur aye paani se dho kar phir ichodti hai. Is tarah 3 baar karein, to kapda paak ho jayega. Jo surat paak hone ki zikr ki gayi. Agar wo ma paayi jaaye aur kapda apaak hi rahe. To uske sath daale jaane waale paak kapde bhi, apaak ho jayenge. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—