Masail

Wazu me dhadi kaise dhoye?

Dhadi ke Baal Agar Ghane Na Ho, To Chamde Ka Dhona Farz Hai. Aur Agar Ghane ho to gale ki Taraf dabaane se jis Qadr chehre Ke ghere me Aaye Unka Dhona Farz hai. Aur jadoo ka dhona farz ahi. Aur Jo halke se eeche ho unka dhona jaruri ahi. Aur Agar kuch Hisse me ghane ho Aur kuch cheedre ho. To jahaan Ghane ho to waha baal Aur jahaan cheedre ho us jagah jild (Khaal) ka dhona farz hai. Labo ka hissa jo Aadat me lab band karne ke baad jaahir Rahta hai. Uska dhona farz hai. Agar Koyi Khoob joor se lab band karle ki usme ka kuch hissa chup gaya ki us par paani a pahuncha a kulli ki, ki dhul jaata to wazu a huwa. Haa wah hissa jo Aam Taur par Aadat me muh band karne se jaahir ahi hota, uska dhona farz hai. Bahar-e-Sahari’At Hissa 02 Safa 13 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button