Wazu me kitne farz hai?
Wazu Me 4 Farz Hai. 01) Muh Dhona 02) Kohniyoon Samet Dono Haath dhona 03) Sar ka masah Karna 04) Takhno Samet dono Pav ka dhona Kisi ujw ke dhone, ke yah maani Hai, Ki us Ujw ke har hisse par kam se kam do-do Bund paani bah jaaye. Bheeg jaane ya tel ki tarah paani chupud lene, ya ek aadh bund bah jaane ko dhona ahi kahenge. Na usse Ghusl, ya wazu ada ho. Is baat ka dhyan rakhna bahut jaruri hai. Log iski taraf dhyan ahi dete Aur amaz e Akaarat jaati hai. (yaani barbaad hoti hai). Badan me kuch jagah aisa hai ki jaha tak uska khaas khayal a kiya jaaye, un par paani ahi bahega. Jiski tashri har ujw me ki jaayegi kisi jagah maujaye hadees (hadas ki jagah) par tari pahunchne ko masah kahte hai. Bahar-e-Sahari’At Hissa 02 Safa 13 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—