Masail

Wazu me Waswase dalne wale shaitan ka kya naam hai?

Wazu me Waswase dalne wale shaitan ka aam walhaan hai? Jab wazu jaata rahe wazu kar lena Mustahab hai. Naabaalig par wazu farz ahi. Magar unhe bhi wazu karana Chahiye taaki Aadat ho. Aur Wazu karna Aa jaye Aur wazu ke Maslose Aagah ho jaaye. Chullu me paani lete waqt dhyaan Rakhe ki paani a gire ki fazul kharchi hogi. Aisa hi jis kaam ke liye chullu me paani le uska Andaaz Rakhe jarurat se jyaada a le. Jaise aak me paani daalne ke liye Aadha challu kaafi hai, to pura challu a le ki fazul kharchi ho. Haath paav seena Aur peeth par baal ho to hadtaal wagairah se saaf kar daale ya tarashwa le ahi to paani jyada kharch hoga. Walhaan Ek Shaitaan ka Naam hai. Jo wazu me waswasa daalta hai uske waswase se bachne ke liye behtarin tadbir yah hai Aauzbillahiminash shaitanirrazim padeh. Bahar-E-Sahari’At Dusra Hissa Safa 21

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button