Masail
West Bengal Se Bihar Aaye 10 Din Ke Liye Fir 2 Din Ke Liye West Bengal Ghar Jana Hai Fir Wapas Bihar Aana Hai 20 Din Ke Liye
ANSWER West Bangal Se Bihar Ki Masafat Agar 92 Km Se Ziyaadah Hai To Safar Ke Dauraan Bhi Qasr Kare. Aur Agar Bihar Mein Sirf 10 Din Rukne Ka Iradah Hai To Bihar Mein Bhi Qasr Kare. Aur Apne Watan West Bangal Jaane Ke Ba?d Phir Jab Wapas Aaye To Raaste Mein Qasr Kare Aur Bihar Pahunchne Ke Ba?d Agar 20 Din Rukna Hai To Yahan Qasr Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—