Masail
Zaid Agar Pehli Rakat Me Surah Ikhlas Padhe Aur Jaan Boojh Kar Dusri Rakat Me Surah Tabbat Yada Padhe.
To Namaz Me Kya Hukm Hoga. Sajda E Sahw Karna Hoga Ya Nahi? Jawab: Namaz Ho Jaayegi, Sajda E Sahw Ki Hajat Nahi. Magar Jaan Boojh Kar Is Tarah Parhna Najaayez O Gunah Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—