Masail
Zaid Apni Biwi Aur Beti Ke Saath Mukeem Hai Aur Biwi Bachche Ki Saari Zarurat Poori Karta Hai.
Kya Saare Ikhrajat Ke Baad Zaid Ko Zaroori Hai. Apni Biwi Ko Alag Se Pocket Money (Jeb Kharch) Dena? ANSWER Agar Biwi Ko Zarurat Hai To De. Agar Zarurat Nahin, Na Dene Mein Harj Nahin. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—