Masail

Zaid ke upar qurbani wajib hai ya nahi is baat ka zaid ko ilm nahi hai?

To kya zaid is iyat se qurbani kar sakta hai ki agar mere upar qurbani wajib hai, to ye qurbani mere aam pe hai. Agar mere upar qurbani wajib ahi hai, to ye Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ke aam pe. Kya aisa iyat karna durust hai. Agar ahi to koi tarika bataye. Jawab: Naam Muta’aiyyan karna zaruri hai. Lehaza apne aam se kare taake wajib hoto ada ho jaaye, warna sawaab paaye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button