Masail
Zaid Pichle 4 Jummah Se Namaz Nahi Padh Raha Hai.
Yani Usne Ek Bhi Jummah Kayam Nahi Kiya Ab Zaid Par Shariyat Ka Kya Hukm Hai? Jawab: Zaid Pe Jummah Ki Namaz Farz Hone Ke Bawajood Jaan Boojh Kar 4 Jummah Nahin Padha, To Woh Sakht Gunhgaar Mustahiqq E Azaab E Naar Hai. Zaid Par Laazim Hai Keh Sachche Dil Se Taubah Kare Aur Us Din Ke Zuhar Ki Qaza Padhe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—