Masail
Zakat Ke Bare Mein Kuch Bataye Ki Sona Chandi Aur Maal Kitna Hona Chahiye Aur Kitna De Sakte Hai.
ANSWER 52.5 Tola Chandi Ya 7.5 Tola Sona. Ya Is Ki Qeemat Ke Barabar Paise Ho Ya Tijarat Ka Saman Ho. To Us Par Tamam Ke 2.5% Zakat Nikalna Farz Hai. Agar Kisi Ke Paas Sona Chandi Dono Ho Ya Sona Ya Paise Ho Aur Sab Ka Majmua 52.5 Chandi Ki Qeemat Ko Pahoch Jaaye To Us Par Bhi Saal Guzarne Par Zakat Farz Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—