Masail
Zakat Kin Rishtedaro Ko Dena Mana Hai? Jaise Ke Maa, Behan Ya Aur Kisko Zakat Nahi De Sakte?
ANSWER Maan Ko Nahi De Sakte. Bahan Ko De Sakte Hai. Is Me Kaafi Tafseel Hai. Likhne Me Kaafi Waqt Lagega Aap Rishtedaron Ko Likhe Main Likh Dunga Kis Ko De Sakte Kis Ko Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—