Masail
Zam Zam Ka Pani Kyu Nahi De Sakthe Kafiro Ko Wazahath Farmaye?
ANSWER Kafiro Ko Bila Wajah Tohfa Dena Mana Hai Aur Aab E Zam Zam To Mutabarrak Hai Aur Mutabarrak Chiz Kafir Ko Dena Be Waqoofi Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—