Masail
Agar Koi Aadmi Masjid Ka Khateeb-O-Imam Hajj Ke Liye Jata Hai.
Koi Politician / Neta Ke Quota (Paisa/Source/Sifarish) Se Jiska Election Ke Waqt/Baaz Waqt Mandir Me Jaake Pooja Karna, Mandir Ki Thaali Se Aarti Karna Sabit Hai. To Kya Uska Hajj Qabil E Qubool Hai? Aur Hajj Ke Baad Kya Uski Imamat Qabil E Qubool Hogi? ANSWER Sawaal Me Jitni Baatein Zikr Hain Us Ke Mutaabiq Us Shakhs Ka Hajj Shar?an Ho Jaayega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—