Masail
Ek Imam Hai Jisne 2 3 Wahabi Ladka Ladki Ka Nikah Padhaya Hai. Aise Imam Ki Pichhe Namaz Hogi Ya Nahi
Aur Nikah Padhane Wale ka Nikah Salamat Hai Ya Toot Gaya. Jawab: Agar Ye Jante Hue Ke Wo Waaqai Wahabi Hai, Us Ka Nikah Parhana Nahi, Balke Zina Ki Dalali Hai. Imam Tauba Tajdeed e Iman Kare Aur Jab tak Wo Tauba Na Kare Use Imam Banana Gunah. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—