Masail

Imam sahab asar ki namaz ki dusri rakaat me qaide me baithna tha lekin wo seedhe khade hogaye.

Phir muqtadi e luqma kaha tab imam sahab wapas qaide me agaye aur akhir me sajda e Sahw karke amaz ko mukammal kiya. Lekin kuch logo e kaha ki amaz ko dohraya jaye? Kya amaz fasid huwi ya mukammal ? Jawab: Sajda e sahw se amaz bilaa karaahat ho gayi. Haan, agar imam teesri rakat ke liye seedha khada ho gaya, uske ba’ad jis jis muqtadi e luqma diya, unki amaz faasid ho gayi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button