Masail

Imamat Ka Sabse Zyaada Haqdar Kaun Hai?

Jawab: Imamat Ka Sabse Zyaada Haqdar Woh Shakhs Hai. Jo Namaz, Wa Tahaarat Ke Ahkaam Sab Se Zyaada Jaanta Ho. Phir Woh Shakhs Jo Tajweed Yaani Qirat Ki Jaankaari Zyaada Rakhta Ho, Agar Koyi Shaksh Inn Baato Me Baraabar Ho. Toh Woh Shakhs Zyaada Haqdaar Hai. Jo Zyaada Muttaqi Ho Agar Iss Me Bhi Baraabar Ho. Phir Zyaada Tahajjud Guzaar. Garz Ye Ki Chand Aadmi Baraabar Ho. Toh Unn Me Jo Sharee Tarjeeh Rakhta Ho, Wahi Zyaada Haqdaar Hai!

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button