Masail
Koi Imam Masjid Me Musalle Per Phone Pe Baat Kare Or Whats App Pe Baatein Karta Baitha Ho To Ye Sahi Hai.
ANSWER Agar Duniyawi Baatein Karta Hai To Ye Na Jaayez O Gunah Hai. Usse Baaz Aa Jaaye. Aur Tauba O Istegfaar Kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—