Masail
Kya Koi Deoband Ke Madarsa Se Farig Hone Ke Baad Tauba Kiya Aur Kalma Padha Aur Niyaz Fateha Aur Salam Padhta Hai.
Uske Qaul Wa Fail Se Bhi Kisi Tarah Gustakhi Nahi Hai. To Kya Aise Shakhs Ke Peeche Sunniyo Ki Namaz Hogi? ANSWER Agar Waaqai Wo Aqaaid E Ahl E Sunnat Rakhta Hai Aur Jaame E Sharaait E Imamat Hai. To Us Ke Peeche Namaz Durust Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—